Skip to main content

Tere Jism 2 | Altaaf Sayyed - Altaaf Sayyed Lyrics

Tere Jism 2 | Altaaf Sayyed - Altaaf Sayyed Lyrics


Singer Altaaf Sayyed
Music Altaaf & Manny
Song Writer Anand


                      Tere Jism 2 | Altaaf Sayyed 

Kaisi Kashish Na Jaane Hain Teri Ankho Mein
Dil Ki Talab Hai Rah Loo Mein Inn Panaaho Mein
Hain Sirf Khahish Teri Tamanna Hain
Tu Hi Mere Dil Mein Hain Or Tu Hi Raato Mein
Aa Baho Me Aa Tujhko Mahsoos Karne De
Tere Jism Ke Jism Ke Har Ek Panne Pe
Meri Rooh Se Rooh Se Sanam Likhne De
Teri Sine Ke Sine Ke Har Ek Dhadkan Ko
Meri Sanso Se Sanso Se Chalne De
Gushtakiya Ye Teri Katil Hui Hain
Jab Se Nigahoin Mein Tu Shamil Hui Hain
Hun Gushtakiya Ye Teri Katil Hui Hain
Jab Se Nigahoin Mein Tu Shamil Hui Hain
Aa Paas Puch Mere Dil Ke Zajbaatoin Se
Bechainiyo Ko Rahat Haasil Hui Hain
Teri Aagosh Mein Aa Soo Loo Mein Raat Bhar
Dil Ki Ye Khaish Hain Ke Ye Sham Na Dhalne De
Tere Jism Ke Jism Ke Har Ek Panne Pe
Meri Rooh Se Rooh Se Sanam Likhne De
Teri Sine Ke Sine Ke Har Ek Dhadkan Ko
Meri Sanso Se Sanso Se Chalne De
Tere Jism Ke Jism Ke Har Ek Panne Pe
Meri Rooh Se Rooh Se Sanam Likhne De


Comments

Popular posts from this blog

Psycho Saiyaan | Saaho - Sachet Tandon, Dhvani Bhanushali, Tanishk Bagchi Lyrics

Psycho Saiyaan | Saaho - Sachet Tandon, Dhvani Bhanushali, Tanishk Bagchi Lyrics Singer Sachet Tandon, Dhvani Bhanushali, Tanishk Bagchi Music Tanishk Bagchi Song Writer Tanishk Bagchi                                       Psycho Saiyaan Tera Main, Tera Main Tera Main Dabi Dabi Dum Main Tera Main, Tera Main Tera Main Dabi Dabi Dum Main Pehle Neeli Ankhiya Ladayi Gayi Raaton Ki Meri Neende Udai Gayi Nashe Mein Tere Mujhko Dubai Gayi Aise Mujhe Ghure Tu Kahe Ko, Kahe Ko? Ke Jhoothe Wade Karke Banyi Gayi Na Jaane Kitno Ko Rulaye Gayi Oh Thumko Se Dil Ko Churayi Gayi Aaj Tujhe Leke Cha Jaye Ko, Jaye Ko Oh Saiyaan, Saiyaan Ve Oh Sansilk Saiyan Ve Chhod Kalaiyan Mor Ke Baiyan Jaldi Se Side Ho, Side Ho Aaya Mora Saiyaan Psycho Aaya Mora Saiyaan Psycho Tera Main, Tera Main Tera Main Dabi Dabi Dum Main Tera Main, Tera Main Tera Main Dabi Dabi Dum Main Ma...